Download 40 MB
मनोज कॉमिक्स-९१९-मौत की गोद में
ये उस समय की कॉमिक्स है जब कॉमिक्स के नाम पर कुछ भी छापा जा सकता था। कॉमिक्स की बिक्री अपने चरम पर थी। कहानी के लिहाज़ से उस समय कॉमिक्स पर बहुत ज्यादा यकीन करना कठिन था। ऐसे समय पर छपी इस कॉमिक्स से भी ज्यादा उम्मीद करना बेमानी होगा। जैसा की मै पहले भी लिख चूका हूँ जब भी भूतों पर कहानी लिखी जाती थी तो लेखक के पास देने को कुछ होता नहीं था। वही घिसी-पिटी कहानी की कुछ लोगो ने मिल कर किसी को मारा और फिर शुरू हुआ आत्मा द्वारा बदला लेने की सिलसिला। सच कहु तो पहले इस तरह की कहानिया बहुत पसंद आती थी पर फिर समय के साथ इनके एकरूपता के कारण इन से मन ऊबने लगा। पर जैसा की हम जानते है की मनोज कॉमिक्स से बेहतर अपने पाठको का मन तो आज तक राज कॉमिक्स वाले नहीं जान पाए।
इस कहानी में आप को वो देखने को मिलेगा।इस तरह की कहानियों में भी मनोज कॉमिक्स वालों ने एकरूपता नहीं आने दी थी। पढ़ेंगे तो आप को एक बात का अंदाजा जरूर लग जायेगा। आप इस कॉमिक्स का आनद लीजिये जल्द ही एक और नयी कॉमिक्स के साथ मिलते है।
Manoj bhai, thanks for the comic
ReplyDeleteWelcome brother
DeleteManoj ji ab aap ke job ka kya chal raha hai?
ReplyDeletePichhle kuch dino aap apne school job ke karan bahut pareshan they.
October se job me Hun
DeleteSab bahut achcha chal raha hai
manoj pandey bhai ko namaskar,,, apke is anmol yogdaan ki jitni bhi prashansha ki jaye kam hai,,,comic premiyon ke liye apka blogs kisi vardaan se kam nahi hai. me bhi lucknow se hu aur bahut accha laga ki aisa prayaas karney waley aap bhi lucknow se ho.
ReplyDeleteThanks brother
Deleteaap lucknow se hai to possible ho to kabhi mulakaat karen
manoj bhai aap bahut accha kaam kar rahey hain, bahut se comic premiyon ko unka bachpan lauta diya hai aapney, ham paiso ki kami ke karan comics nahi padh paatey they,,aur samay beetta gaya pata nahi kab badey ho gaye ,lekin vo comics premi baccha ham sabhi ke andar hi hai,,,,ham me se kuch log kisi taraha kam chala rahey hain ,,,aur kuch log acchi salery vali job kar arhey hain lekin vo bhi itni comics kabhi nahi padh saktey they. aap in sabhi comics ka data jaroor save kar ke rakhna hdd me . aur kabhi aapsey jaroor mulakat hogi me bhi lucknow me rahta hu (sanjeev kumar singh)
DeleteManoj bhai, good to see you after a long time. Hope you are happy now . Thanks for the post.
ReplyDeletebrother jab school chal rahe hote hai tab comics upload karne ke liye time nikal pana kathin hota hai fir bhi mai beech beech me comics upload karta rahunga
DeleteManoj bhai dono links se comics download kar li h par file open nahi ho rahi h. Corrupted h plz check.
ReplyDeletebrother unhe dubara download karen
Deleteyahan se file theek show kar raha hai
fir agar dubara problem hoti hai to bataye
mai unhe dubara upload kar dunga
Thanks Manoj bhai :)
ReplyDeleteNice to see u back Manoj Bhai
ReplyDeleteHamaari shubhkaamnayen hamesha aapke saath hai
Unable to open this comic after downloading
ReplyDeleteShowing "cannot open this file" in cbr reader
Use cd display comics book reader software use kare
ReplyDeleteManoj Bro please ise fir se upload karen taaki ye comic rack jaise software mein bhi khule
ReplyDeleteiski extention.rar convert kar ke bhi error aa raha hai aur khul nahi rahi hai
Thanks in advance
http://www.cdisplayex.com/
Deleteyahaan se cd disply software download karen usse khul jayega
Thanxs manoj bhai
ReplyDeleteWelcome brother
DeleteSir aapne jo set wise link diye hai or unki jo image bloge par dikhai hai vo aapki comics hai par link hindicomicsplanet ke hai kripya aapne jo image dikhai hai yani aapke paas ye comics hai to ye uploads kijiye & very very thanks sir comics lover
ReplyDeleteBrother Ram Rahim ki comics ka link de Thanks
ReplyDeleteIn PDF
ReplyDeleteManoj Bhai, Link ek baar google drive me update kar dein,, Mediafire isey baar baar hataa de rha hai.
ReplyDeleteThanks in advance..
Regards
sir bahut sari comics download nahi ho pa rahi hai mujhe bachpan se comic ka bahut shoka hai or manoj comic meri favrit rahi hai us samay 28 comics ka ek set hua karta tha jise main kabhi pura nahi kar paya aapse anurodh hai kripya comics k link bhej de
ReplyDelete